Tuesday, 20 April 2021

Jo Ishq e Nabi Ke Jalwon ko Seenay mein Basaya Kartay Han Lyrics

اللہ کی رحمت کے بادل اُن لوگوں پہ سایہ کرتے ہیں

جب اپنے غلاموں کی آقا تقدیر بنایا کرتے ہیں
جنّت کی سند دینے کے لیے روضے پہ بلایا کرتے ہیں

مخلوق کی بگڑی بنتی ہے، خالق کو بھی پیار آجاتا ہے
جب بہرِ دعا محبوبِ خدا ہاتھوں کو اٹھایا کرتے ہیں

اے دولتِ عرفاں کے منگتو، اس در پہ چلو جس در پہ سدا
دن رات خزانے رحمت کے سرکار لُٹایا کرتے ہیں

گرداب بلا میں پھنس کے کوئی طیبہ کی طرف تکتا ہے
سلطانِ مدینہ خود آکر، کشتی کو ترایا کرتے ہیں

وہ نزع کی سختی ہو اے دل، یا قبر کی مشکل منزل ہو
وہ اپنے غلاموں کی اکثر امداد کو آیا کرتے ہیں

ہے شغل ہمارا شام و سحر اور ناز سکندر قسمت پر
محفل میں رسولِ اکرم کی ہم نعت سُنایا کرتے ہیں

سکندر لکھنوی


Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seeno’n main basaya karaty hain
Allah ki rehmat ke badal un logon pe saya kartay hain

Jab apne gulamon ki Aqaa taqdeer banaya kartay hain
Tu jannat ki sanad lene ke liya Rozay pe bulaya kartay hain

Ae dolat e irfan ke mangtoon us dar pe chalo jis dar pe sada
Din rat khizanay rehmat ke Sarkar lutaya kartay hain

Makhlooq ki bighri banti hai Khaliq ko bhi piyar a jata hai
Jab dua Mehboob e Khuda hathon ko uthaya kartay han

جو عشق نبی کے جلووؔں کو سینوں میں بسایا کرتے ہیں
اللہ کی رحمت کے بادل اُن لوگوں پہ سایہ کرتے ہیں

جب اپنے غلاموں کی آقا تقدیر بنایا کرتے ہیں
جنّت کی سند دینے کے لیے روضے پہ بلایا کرتے ہیں

مخلوق کی بگڑی بنتی ہے، خالق کو بھی پیار آجاتا ہے
جب بہرِ دعا محبوبِ خدا ہاتھوں کو اٹھایا کرتے ہیں

اے دولتِ عرفاں کے منگتو، اس در پہ چلو جس در پہ سدا
دن رات خزانے رحمت کے سرکار لُٹایا کرتے ہیں

گرداب بلا میں پھنس کے کوئی طیبہ کی طرف تکتا ہے
سلطانِ مدینہ خود آکر، کشتی کو ترایا کرتے ہیں

وہ نزع کی سختی ہو اے دل، یا قبر کی مشکل منزل ہو
وہ اپنے غلاموں کی اکثر امداد کو آیا کرتے ہیں

ہے شغل ہمارا شام و سحر اور ناز سکندر قسمت پر
محفل میں رسولِ اکرم کی ہم نعت سُنایا کرتے ہیں

سکندر لکھنوی


Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seeno’n main basaya karaty hain
Allah ki rehmat ke badal un logon pe saya kartay hain

Jab apne gulamon ki Aqaa taqdeer banaya kartay hain
Tu jannat ki sanad lene ke liya Rozay pe bulaya kartay hain

Ae dolat e irfan ke mangtoon us dar pe chalo jis dar pe sada
Din rat khizanay rehmat ke Sarkar lutaya kartay hain

Makhlooq ki bighri banti hai Khaliq ko bhi piyar a jata hai
Jab dua Mehboob e Khuda hathon ko uthaya karty hain

Monday, 22 February 2021

shaah-e-mardaan, sher-e-yazdaan, quvvat-e-paravaradigaarla-fata illa alee, la-saif illa zulfiqaar Lyrics

shaah-e-mardaan, sher-e-yazdaan, quvvat-e-paravaradigaar
la-fata illa alee, la-saif illa zulfiqaar

maidaan mein aa gae ho to phir khul ke baat ho
main to alee ke saath hoon, tum kis ke saath ho

haidar ! haidar ! haidar ! haidar !

haidar maula alee alee ! alee alee maula !
haidar maula alee alee ! alee alee maula !

panj-naara panj-tanee, be-hisaab naara-e-haidaree

haidar ! haidar ! haidar ! haidar !

haidar maula alee alee ! alee alee maula !
haidar maula alee alee ! alee alee maula !

meree jaan alee, eemaan alee, pahachaan alee, hai meree shaan alee
meree jaan alee, eemaan alee, pahachaan alee, hai meree shaan alee
شاہ مردان ، شیر یزدان ، قوضت پروردیگر
لا فاٹا الیٰ علی ، لا سیف الٰہ ذوالفقار

اگر آپ مائدہ آئے ہیں ، تو اسے کھلا ہونا چاہئے
میں علی کے ساتھ ہوں ، آپ کس کے ساتھ ہیں؟

حیدر! حیدر! حیدر! حیدر!

حیدر مولا 'علی' علی! 'علی' علی مولا!
حیدر مولا 'علی' علی! 'علی' علی مولا!

پنج نارا پنج تانی ، لاپرواہی نارا ای ہیداری

حیدر! حیدر! حیدر! حیدر!

حیدر مولا 'علی' علی! 'علی' علی مولا!
حیدر مولا 'علی' علی! 'علی' علی مولا!

مریم جان علی ، ایمان 'علی ، شناخت' علی ، ہی مریم شان 'علی
مریم جان علی ، ایمان 'علی ، شناخت' علی ، ہی مریم شان 'علی

ناد-علی

Friday, 19 February 2021

Man ki Muraaden payen gay Khawaja Ke Darbar lyrics

man ki muraade.n paae.nge KHwaja ke darbaar me.n
bigDi ko banwaae.nge KHwaja ke darbaar me.n

geet KHushi ke gaae.nge KHwaja ke darbaar me.n
jhoom jhoom ke jaae.nge KHwaja ke darbaar me.n

laakho.n karoDo.n jaate hai.n, man kee muraade.n paate hai.n
ham bhi kabhi to jaae.nge KHwaja ke darbaar me.n

KHwaja kee baaraat me.n rahmat kee barsaat hai
noor ke baadal chhae.nge KHwaja ke darbaar me.n

muztar hai.n, Gam waale hai.n, duniya ke Thukraae hai.n
dard sunaane jaae.nge KHwaja ke darbaar me.n

un ki chaukhat choom kar, ajmer nagar me.n ghoom kar
dil ke gul khil jaae.nge KHwaja ke darbaar me.n

'urs me.n un ke chaaro.n or noor ke baadal barse.nge
noori ham kahlaae.nge KHwaja ke darbaar me.n

dil ki muraade.n paane ko, deen kee raahe.n paane ko
baari baari jaae.nge KHwaja ke darbaar me.n

ham hai.n, BeKHud Attari ! un ke Gulaamo.n me.n shaamil
mil kar midhat gaae.nge KHwaja ke darbaar me.n


Poet:
Waseem Bekhud Mandalvi

Naat-Khwaan:
Sidratul Muntaha

Thursday, 18 February 2021

KHwaja-e-KHwajgaa.n ! haami-e-be-kasaan lyrics

KHwaja-e-KHwajgaa.n ! haami-e-be-kasaa.n !
iltija sun lo shaah-e-umam ke liye
kar do, kar do karam, murshid-e-mohtaram !
tum ko bheja gaya hai karam ke liye

KHwaja-e-KHwajgaa.n ! haami-e-be-kasaa.n !
iltija sun lo shaah-e-umam ke liye

noor-e-shaah-e-najaf ! mere KHwaja piya !
teri chaukhat pe haazir hai.n shaah-o-gada
KHaliq-e-do-jahaa.n se ye rutba mila
tere darbaar-e-faiz-o-karam ke liye

KHwaja-e-KHwajgaa.n ! haami-e-be-kasaa.n !
iltija sun lo shaah-e-umam ke liye

shaah-e-ajmer ! mera maseeha hai tu
dard-mando.n ke dukh ka madaawa hai tu
teri nisbat ka daaman rahe haath me.n
bas dawa hai yahi ranj-o-Gam ke liye

KHwaja-e-KHwajgaa.n ! haami-e-be-kasaa.n !
iltija sun lo shaah-e-umam ke liye

thaamna haath, ai sayyid-e-mehrbaa.n !
hai tera kaam, KHwaja ! KHata-poshiyaa.n
laaj rakhna Fana kee, mu'een-e-jahaa.n !
hashr me.n, taajdaar-e-haram ke liye

KHwaja-e-KHwajgaa.n ! haami-e-be-kasaa.n !
iltija sun lo shaah-e-umam ke liye

عدم سے لائی ہے ہستی میں آرزوئے رسول

عدم سے لائی ہے ہستی میں آرزوئے رسول

.

عدم سے لائی ہے ہستی میں آرزوئے رسول

کہاں کہاں لئے پھرتی ہے جستجوئے رسول

تلاش نقش کف پائے مصطفے کی قسم

چنے ہیں آنکھوں سے ذرات خاک کوئےرسول

بلائیں لوں میں تیری اے جذبہ ء شوق صل علی

کہ آج دامن دل کھنچ رہا ہےسوئےرسول

شگفتہ گلشن زہرا کا ہرگل تر ہے

کسی میں رنگ علی اور کسی میں بوئے رسول

عجب تماشاہو میدان حشر میں بیدم

کہ سب ہوں پیش خدا اور میں رو بروئے رسول

بیدم وارثی

 


Bedam Warsi

Bedam-Shah-Warsi-Jigar-Para

Tu Barha Gareeb Nawaz hai Lyrics

KHwaja piya ! more KHwaja piya !
KHwaja piya ! more KHwaja piya !

niyaaz-o-naaz ka kaisa haseen sangam hai
jidhar Gareeb kha.De hai.n, udhar Gareeb-nawaaz

teri zaat par, tere naam par
KHwaja ! ham Gareebo.n ko naaz hai
tu ba.Da Gareeb-nawaaz hai
tu ba.Da Gareeb-nawaaz hai

tujhe tere peer ka wastaa
mujhe, KHwaja ! aisa nawaaz de
de de sadqa apni niGaah ka
ik nazar Gulaam pe Daal de
tera kaam, KHwaja ! nawaaznaa
tu sada se banda-nawaaz hai

tu ba.Da Gareeb-nawaaz hai
tu ba.Da Gareeb-nawaaz hai

meri baat KHaali na jaane de
meri baat ko, KHwaja ! aaj rakh
tere dar pe yu.n hee pa.Da rahu.n
meri baat kee, KHwaja ! laaj rakh
tera kaam, KHwaja ! nawaaznaa
tu sada se banda-nawaaz hai

tu ba.Da Gareeb-nawaaz hai
tu ba.Da Gareeb-nawaaz hai

saKHi aur bhi hai.n jahaan me.n
tere jaisa koi saKHee nahi.n
jise tu karam se nawaaz de
use do-jahaa.n me.n kamee nahi.n
bharo jholi, KHwaja ! Haneef kee
tera dast-e-jood-e-daraaz hai

tu ba.Da Gareeb-nawaaz hai
tu ba.Da Gareeb-nawaaz hai

Lafz Khud Naat Ke imkan mein aa jatay Han Naat lyrics

lafz khud naat ke imkaan mein aa jaate hain
jab bhee sarakaar mere dhyaan mein aa jaate hain

zikr un ka ho to har saans mahak jaatee hai
phool ehasaas ke gul-daan mein aa jaate hain

ham taaruf ke bhee mohataaj nahin duniya mein
un kee nisbat hee se pahachaan mein aa jaate hain

aankh jab choomatee hai lafz to mere aaqa
muskuraate hue quraan mein aa jaate hain

khvaab mein bhee jo madeene se palatata hoon main
chand aansoo mere saamaan mein aa jaate hain

baat naamoos-e-risaalat kee agar aa jae
ham kafan baandh ke maidaan mein aa jaate hain

aap kee pairavee karane se khula ye mujh par
zaabate jeen
aap kee pairavee karane se khula ye mujh par
zaabate jeene ke insaan mein aa jaate hain


shaayar:
khaalid mahaboob

naat-khvaan:
khaalid hasanain khaalid
boht hi pyara kaalm Jo Khalid hasnain Khalid of chakwal 
Har mehfil mein parhtay han

Wednesday, 17 February 2021

Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khawaja Lyrics

Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja
Bhardeejiye Daman Muraado Se Hamare Khwaja
Mere Khwaja Piya .......

Tunai Madad Gi Ha Madad Ha Madad Gi Tu Ne
Qurban Tere Jab Bhi Tarap Kar Hum Pukaare Khwaja
Mere Khwaja Piya .......

Mayoos Jata Hi Nahi Koi Tumhare Dar Se
Hum Ko Bhi Dai Hasnain Ke Sar Ka Utaare Khwaja
Mere Khwaja Piya .......

Mangto Ki Rakkhlai Laaj Karde Sab Muraade Puuri
Daman Pasare Aagaye Tere Tuware Khwaja
Mere Khwaja Piya .......

Deta Hu Tujko Waasta Ghawsul Wara Ko Mujko
Phir Masjid-E-Nabvi Ke Dikhlade Minaare Khwaja
Mere Khwaja Piya .......

Ye Jagmata Noor Barsata Ta Tumhara Rawza
Sharma Gaye Is Ke Aagayi Chaand Tare Khwaja
Mere Khwaja Piya 

Shah e Wala Mujhe Taibah Bula lo

Shah E Waala Mujhay Taibah Bulalo
Taibah Bula Lo Mujhe Taibah Bulalo
Devdhi Ka Apni Kutta Bana Lo
Qadmon Se Apne Mujh Ko Laga Lo

Sadqe Mein Sadqe Mein Sadqe Bula Lo
Furqat Ke Maare Ko Pyare Jhila Lo
Pyare Jhila Lo Mujhe Pyare Jhila Lo
Maula Jhila Lo Mujhe Aaqa Jhila Lo

Duniyan Ke Jhaghdo Se Yaksar Chhudaa Kar
Ghairon Ki Ulfat Ko Dil Se Mitaa Kar
Shah E Waala Mujhe Apna Bana Lo
Apna Bana Lo Mujhe Apna Bana Lo

Naikon Ke Sadqe Mein Hum Se Badon Ko
Zaaro Nazaaro Museebat Zadon Ko
Maula Nibhaa Lo Mere Maula Nibhaa Lo
Haan Haan Nibhalo Mere Maula Nibhaa Lo

Hotey Ho Tum Kyu Maayus O Muztar
Kis Waastey Ho Hairaan O Shashdar
Dukh Dard Walo Suno Dukh Dard Walo
Taibah Se Har Ek Apni Dawa Lo

Aankhon Mein Aao Dil Me Samaao
Parda Uthao Jalwa Dikhao
Hasrat Zadaa Ki Pyare Dua Lo
Hasrat Nikalo Meri Hasrat Nikalo

Dolat Hai Nayya Mori Bhavar Mein
Maula Tiraao Aike Nazar Mein
Moori Khabariya Morey Piya Lo
Moko Bachal Lo Piya Moko Bacha Lo

Taaib Hon Najdi Aaib Hon Najdi
Aur Ye Na Ho To Khaaib Hon Najdi
Gaaib Hon Najdi Maula Nikalo
Jaldi Nikalo Inhein Jaldi Nikalo

Ye Noori Muztar Tera Sanaagar
Aur Iska Ghar Bhar Ho Haazir-E-Darr
Apne Gadaagar Ko Darr Par Bula Lo
Amn O Aman Se Hamein Sarwar Bula Lo